Mytahelka

Let's spread the love through shayari
Unlimited Zakir khan shayaries | Zakir Khan Ki Shayari in Hindi

Zakir khan Shayari on Love

Jasa ke aap sab hi jante hai Zakir khan ek bahut acche comedian to hai hi magar ve sath hi ek bohot acche shayar bhi hain Unhe jb or jahan bhi moka milta hai ve apna jalva dikhane se nahi chukte or logo ko unki shayari bohot psand bhi aati hai isi lie hm aapke liye kuch bahatareen Zakir khan shayaries leke aaye hain taki aap bhi unka luft utha sake.

 

zakir khan Shayari
zakir khan shayari

Teri bewafai ke angaro me lipti rahi yu ruh meri main is trah aag na hota, jo hoti tu meri

तेरी बेवफाई के अँगारो में लिप्टीराही यू रूह मेरी मैं इस तरह ​​आग ना होता, जो होति तू मेरी

zakir khan Famous Shayari
zakir khan shayari

Ab koi haq se hath pakadkar mehfil mein dobara nahi baithata. Sitaro ke beech se suraj banne ke kuch apne hi nuksaan hua karte hai.

अब कोई हक से हाथ पकड़कर महफ़िल मैं दोबारा नही बैठता,

सितारों के बीच से सूरज बनने के कुछ अपने ही नुकसान हुआ करते है।

zakir khan Famous Shayari
Zakir khan Famous Shayari

Ishq ko maasooom rehne do notebook ke aakhri panne par,

Aap use kitaabon me daalkar mushkil na kijiye.

इश्क़ को मासूम रहने दो नोटबुक के आखरी पन्ने पर,

आप उसे किताबो मे डालकर मशकिल न किजीये।

zakir khan Famous Shayari

Har ek dastur se bewafai maine shiddat se hai nibhai,

Raaste bhi khud hai dhundhe,

aur manzil bhi khud banayi.

हर एक दस्तूर से बेवफाई मैंने शिद्दत से है निभाई,

रस्ते भी खुद हैं ढूंढे,

और मंज़िल भी खुद बनाई।

zakir khan shayari on love
zakir khan shayari on love

Hum dono me bas itna sa fark hai ke uske sab “lekin” mere naam se shuru hote hain, aur mere saare “kaash” uss par aa kar rukte hain.

हम दोनो में बस इतना सा फर्क है के उसके साब “लेकिन” मेरे नाम से शूरु होते हैं, और मेरे सारे “काश” उसपर आकर रुकते हैं।

zakir khan Famous Shayari

Main chah kar bhi, tum jaisa nahi ban paya. Dekho na…

Tum to aage badh gaye, par mein kahaan badh paaya.

मैं चाहकर भी, तुम जैसा नहीं बन पाया,

देखो ना…. तुम तो आगे बढ़ गए, पर मैं कहाँ बढ़ पाया,

zakir khan shayari in hindi
zakir khan shayari in hindi

Zindagi se kuch zyaada nahi, bas itni si farmaaish hai.

Ab tasveer se nahi tafseel se milne ki khwaaish hai.

ज़िंदगी से कुछ ज़्यादा नहीं, बस इतनी सी फर्महिश है,

अब तस्वीर से नहीं तफ्सील से मिलने की ख्वाहिश हैं.

zakir khan Poetry
zakir khan Poetry

Main Waqt or tum Qayamat, Dekhna, jab hum milenge toh iss Kainaat me sab kuch Ruk Jayega

मैं वक्त और तुम क़यामत, देखना, जब हम मिलेंगे तो इस कायनात में सब कुछ रुक जाएगा।

zakir khan Poetry
zakir khan Poetry

Ek arsey se hoon thamey, Kashti ko bhavar me. Toofaan se bhi jayada Sahil se siharta hoon

एक अरसे से हूँ थामे, कश्ती को भवर में, तूफ़ान से भी ज्यादा साहिल से सिहरता हूँ  

zakir khan
zakir khan

Bewajah bewafaaon ko yad kiya hai, Galat logon pe bahut Wakt barbaad kiya hai

बेवजह बेवफाओ को याद किया है, गलत लोगों पे बहुत वकत बरबाद किया है.

zakir khan
zakir khan

Ab vo aag nahi rahi, na Sholon jaisa dehekta hun.

Rang bhi sab ke jaisa hai, sabsa hi to Mehekta hun.

Ek arse se hun thhame Kashti ko Bhavar mein, Toofaan se bhi jyada Saahil se Siharta hoon.

अब वो आग नहीं रही, ना शोलो जैसा दाहकता  हूं। 

रंग भी सब के जैसा है, सबसा ही तो महकता हूं। 

एक अरसे से हुं थामे कश्ती को भवर में, तूफ़ान से भी ज्यादा साहिल से सिहरता हूं। 

Shayari zakir khan
Shayari zakir khan

Vo titli ki tarah aai or Zindagi ko baag kar gayi, Mere jitne napak the iraade unhe bhi paak kar gayi.

वो तितली की तरह आई और ज़िन्दगी को बाग़ कर गई, मेरे जितने नापाख थे इरादे उन्हें भी पाख कर गई।

Shayari zakir khan
Shayari zakir khan

Apne aap ke bhi piche Khada hun main, Zindagi kitna dheere chala hun main.

 आपने आप के भी पीछे खड़ा हुं मैं, जिंदगी कितना धीरे चला हुं मैं। 

Shayari zakir khan
Shayari zakir khan

Hr ek copy ke piche kuсh na kuch khaas likha hai,

Bas iss tarah tere mere Ishq ka Itihass likha hai. Tu Duniya me chaahe jahan bhi rahe,

Apni Diary me maine tujhe paas likha hai..

हर एक कॉपी  के पीछे कुछ न कुछ खास लिखा है,

बस इस तरह तेरे मेरे इश्क़ का इतिहास लिखा है, तू दुनिया में चाहें जहाँ भी रहे,

अपनी डायरी में मैंने तुझे पास लिखा है। 

Shayari zakir khan
Shayari zakir khan

Kya apni chhoti Ungli se uska bhi Haath thaam liya karti ho tum vase hi Jaise Mera thhama karti thi?

क्या अपनी छोटी ऊँगली से उसका भी हाथ थाम लिया करती हो तुम वैसे ही जैसा मेरा थामा करती थी?

zakir khan love
zakir khan

Mere kuch sawaal hai jo sirf Qayamat ke roz puchunga tumse, Kyuki uske pehle tumhari aur meri baat ho sake is laayak nahi ho tum.

मेरे कुछ सवाल हैं जो सिर्फ क़यामत के रोज़ पूछूंगा तुमसे, क्युकी उसके पहले तुम्हारी और मेरी बात हो सके इस लायक नहीं हो तुम। 

zakir khan shayari
zakir khan shayari

Meri zameen tumse gehri rahi hai. Waqt aane do, aasman bhi tumse uncha rahega.

मेरी ज़मीन तुमसे गहरी रही है, वक्त आने दो, आसमान भी तुमसे ऊंचा रहेगा 

zakir khan shayari
zakir khan shayari

Hazaron baar sune hue gane ka lyrics agar achanak se accha lagne lag-jaaye, toh babu samajh jao ki emotional watt lagane hi wali hai.

हज़ारों बार सुने हुए गाने का lyrics अगर अचानक से अच्छा लगने लगजाये, तो बाबू समझ जाओ की इमोशनल वाट लगने ही वाली है। 

zakir khan shayari
zakir khan shayari

Kamyaabi tere liye humne khud ko kuch yun taiyyar kar liya, Maine hr jazbaat bazar me rakh kr ishtehaar kar liya

कामयाबी तेरे लिए हमने खुद को कुछ यूँ तैयार कर लिया, मैंने हर जज़्बात बाज़ार में रख कर इश्तेहार कर लिया 

zakir khan shayari
zakir khan shayari

Bus ka Intazar karte hue,

metro mein khade khade,

Chalte rikshaw mein baithe hue,

Gehre shunya mein kya dekhte rehte ho? Gum chehra liye yeh kya sochte rehte ho?

Kya khoya kya paaya ka, Hisab nahi laga paaye na iss baar bhi?

Ghar nahi ja paaye na iss baar bhl?

बस का इंतज़ार करते हुए,

मेट्र्रो में खड़े खड़े,

चलते रागसे में बैठे हुए,

गहरे शुन्य में क्या देखते रहते हो? गुम चेहरा लिए ये क्या सोचते रहते हो?

क्या खोया क्या पाया का, हिसाब नहीं लगा पाए ना इस बार भी?

घर नहीं जा पाए न इस बार भी?

 

agar aapko zakir khan shayari psand aai to aap yha click krke or bhi shayaries pdh sakte hai.

 

2 thoughts on “Unlimited Zakir khan shayaries | Zakir Khan Ki Shayari in Hindi

Leave comment

Your email address will not be published. Required fields are marked with *.