TERE BAD KHUD KO SAVARA HAI MANE BY AMRITA KAUR
TERE BAD KHUD KO SAVARA HAI MANE BY AMRITA KAUR
Ke meri zindagi ke kai hisso me tera zikr jaroor hai
Ke meri zindagi ke kai hisso me tera zikr jaroor hai
Pr ab teri yad aana gavara nahi humko
Tu aana chahe to aana zaroor lotkar hum nahi rokange
Pr yad rakhna ke tujhe bhool rhe hain hum
Pr yad rakhna ke tujhe bhool rhe hain hum
Ab teri yado ka sahara nahi hai humko
Vo din gaye ke jab hum pagal hua karte the tere lie
Pr aaj humse jada koi pyara nahi humko
Ke aaj humse jada koi pyara nahi humko
Yun to pure zamane ne bola tha tujhse door Jane ko
Yun to pure zamane ne bola tha tujhse door Jane ko
Pr teri chahat me galat samajh bathe hum zamane ko
Waqt ke sath jitna jana humne tujhko
Waqt ke sath jitna jana humne tujhko tune galat sabit sabit kr diya mere nazrane ko
Tune toda is kadar ke hum shayar ban gye
Tune toda is kadar ke hum shayar ban gye
Mu Moda tha is kadar ke hum kayar ban gaye
Huste hue dil pe gum ka nishan kr diya
Huste hue dil pe gum ka nishan kr diya
Per shukr guzar hu teri jo mujhe chod kr mujhpe aahsan kr diya
Ha mana tere hone se mujhe fark padta tha
Ha mana tujhe khone se dil bahot darta tha
Ha mana tere hone se mujhe fark padta tha
Ha mana tujhe khone se dil bahot darta tha
Per is kadar sataya tha tune mujhko ke mera dil hi dil ke tukdo ko gin na paya
Puri zindagi na roye the itna jitna tere rahte tha tune mujhko rulaya
Ab tujhe yad karke khush hoya nahi karte hain
Ab tujhe yad karke hum roya nahi karte hain
Teri zindagi bhar ke sath ki dua bhi nahi karte hain
Han tere sath kuch lamhe acche bitaye zaroor the
Ke tere sath lamhe kuch acche bitaye zaroor the
Un lamho ko yad kar aaj kush hoya nahi karte hain
Tera hona meri galti thi meri zindagi me
Tera hona meri galti thi meri zindagi me
Tujhe khokar usko sudhara hai mane
Gum zaroor tha kuch waqt ke lie tere jane me bad
Ke gum zaroor tha kuch waqt ke lie tere jane me bad
Per tere bad khud ko bohot savara hai mane
Your article made me suddenly realize that I am writing a thesis on gate.io. After reading your article, I have a different way of thinking, thank you. However, I still have some doubts, can you help me? Thanks.