RO DETI HU AKSAR POETRY BY GOONJ CHAND
RO DETI HU AKSAR POETRY BY GOONJ CHAND | LOVE SICK POETRY BY GOONJ CHAND
Hath me dard liye Gamo ke panne bicha
Unpar apne jasbat likhti hu
Jiha main vahi hu…
Jo har bewafa shaksh ki aukat likhti hu
Kuch is tarah maine uska man rakha hai
Purani yado me zinda uska pyar rakha hai
Ke Kuch is tarah maine uska man rakha hai
Purani yado me zinda uska pyar rakha hai
Or kase jala du main uski tasveero ko bhala
Mane to uski aadhi jali sigrate ko bhi samhal rakha hai
Ke inkar ke darse vo izhar nahi karti
Pyar to karti hai magar ikrar nahi karti
Ke inkar ke darse vo izhar nahi karti
Pyar to karti hai magar ikrar nahi karti
Or jabse suna hai us ladke ko sadgi pasand hai
Or jabse suna hai us ladke ko sadgi pasand hai
Tabse ek ladki shingar nahi karti
Ke inkar ke darse vo izhar nahi karti
Pyar to karti hai magar ikrar nahi karti
Or jabse suna hai us ladke ko sadgi pasand hai
Tabse ek ladki shingar nahi karti
Ke ro deti hu aksar is lie kajal nahi lagati
Ishq ke nam pr main kisi ko pagal nahi banati
Or yahan tabah kr dete hai log mohabbat ke nam par
Isi lie main ab kisi se dil nahi lgati
Ke uski choti si vo kali bindi
Jo usne nazar se bachne Dali bindi
Ke uski choti si vo kali bindi
Jo usne nazar se bachne Dali bindi
Or jo chand lagata mathe par
Jara mujhe bhi lado vo vali bindi
Ke main dhundti rhi apni khushiya usme
Or vo zamane ke sath hasta rha
Main likhti rhi Sher uske lie or
Vo kisi or ke lie mushayara padhta rha
Mathe ki shikan ko is bindi me chupa rakha hai
Hotho ki khamoshi ko hasi me thara rakha hai
Mathe ki shikan ko is bindi me chupa rakha hai
Hotho ki khamoshi ko hasi me thara rakha hai
Or suni aankho me nazar na aajaye kahi pyar tera
Isi lie aaj mane kajal laga rakha hai.
Thanks for shening. I read many of your blog posts, cool, your blog is very good. https://www.binance.com/en/register?ref=P9L9FQKY