MUJHSE KOI MERA APNA BICHDA HAI Poetry by MICKEY SINGH
MUJHSE KOI MERA APNA BICHDA HAI
Also Read:-
Main Jhoot nahi kah raha jo saksh mera tha vo kisi or ka such much ho gya…
Main Jhoot nahi kah raha jo saksh mera tha vo kisi or ka such much ho gya…
tum bhi ja rahe ho mujhe dar lag raha hai
khuda na khasta agar kuch ho gya
kitni shiddat se mangi thi vo minnate mane
dekho ab tk us purane ped se dhage nahi gaye…
kitni shiddat se mangi thi vo minnate mane
dekho ab tk us purane ped se dhage nahi gaye…
aankh dukhne aagi teri rah dekhte dekhte
intijar me hain aage nahi gaye…
Main khud bekhabar hu vo ladki mujhe kasi mohabbat sikha kar gai
ab to mere dushman ke lie bhi
mere dil se bar (nafrat) chala gya
meri zindagi me dastak dene ka fasla kitni samajhdari se liya tumne
fir kase ruksati ki rah pr tumhara per chala gaya
main udass to rahunga hi na mujhe mera koi apna bichda hai
thodahi na koi ger (paraya) chala gya
main udass to rahunga hi na mujhe mera koi apna bichda hai
thodahi na koi ger (paraya) chala gya
or ab rat bohot ho gai mere yar ki bate karte karte
tum apna khayal rakhna vo to kher chala gya
Jo mere ghar ki hamsaya (Padosi) ladkio se angeri talafuss main bat karte hain
vo aaj sirf hame sabbabakher (Good morning) kahkar guzre ye zaroor mere mere sir ko dhake hijab ki sararat hogi
mahfilo me mohabbat padna ishq ki jad me hone ka nateeja hai ye kisne kah diya
janab ye beeti rat bazm-e-sharab (Sharab ki mahfil) ki shararat hogi
isse kon ka vakif hai ke mujhe chuna bhi tum mohabbat ki tohin (beijjati) samajhte ho…
isse kon ka vakif hai ke mujhe chuna bhi tum mohabbat ki tohin (beijjati) samajhte ho…
mujhe gale se lagana to tumhare khab ki shararat hogi
or kitni buri halat me mere ashik ki lash baramad hui
or kitni buri halat me mere ashik ki lash baramad hui
vo muhafiso (chahne vale) me mara gaya pakka aahbab (khass dost) ki shararat hogi
Apne hi libaz se apni izzat bhi na dhakna apna haq samajhti ho,
aisa hai to tumhare ghar me khula hamam (Bathroom) kyo nahi rakhte…
Apne hi libaz se apni izzat bhi na dhakna apna haq samajhti ho,
aisa hai to tumhare ghar me khula hamam (Bathroom) kyo nahi rakhte…
zahen me jo tammana hai ke mohabbat ke nam par aashiq ko kaid me bhi rakhu
usse accha koi gulam kyo nahi rakhte…
aankh utha kar nazar milane ki zurrat kar hi di hai addalat me…
aankh utha kar nazar milane ki zurrat kar hi di hai addalat me…
ab jo bate hain dil me tammam kyo nahi rakhte,
itne begarat alfazo ka istemal krte jo log tumhe dekhte honge
sochte honge ke shaksh apni zaban par lagam kyo nahi rakhte…
sochte honge ke shaksh apni zaban par lagam kyo nahi rakhte…
or mahaz kahne par tumhare kon mujh jase gussel aadmi se dushmani karega
jaan… meri jaan par mota inam kyo nahi rakhte.
Also read
1 thought on “MUJHSE KOI MERA APNA BICHDA HAI Poetry by MICKEY SINGH”