Mytahelka

Let's spread the love through shayari
GALE LAGAKAR ROYA USKE GALE KA NISHAN DEKHKAR POETRY BY AMRITESH JHA ALSO KNOWN AS JHA SAHAB

GALE LAGAKAR ROYA USKE GALE KA NISHAN DEKHKAR POETRY BY AMRITESH JHA ALSO KNOWN AS JHA SAHAB

GALE LAGAKAR ROYA USKE GALE KA NISHAN DEKHKAR



Kahi ko namkeen to kahi ki mithai mashoor hai

Mere sahar me ishq bikta hai tha ki bewafai mashoor hai


Vo gaya to fir lot kar aana bhool gya

Shyad vo parinda apna aashiyana bhool gya

Kisi se mohabbat na hoti to accha hota

Ek accha khasa shaksh muskurana bhool gya


Vo mujhe aee ji ooo ji kahkar pukara karti thi

Ya to fir jhumka hila kr ishara karti thi

Main pagal tha mujhe sirf uske waqt se matlab tha

Par vo pagal sirf apna waqt guzara karti thi


Vo najuk se rishte the jo humse samhale nahi gye

Ishq se jale the hum so ab tak chale nahi gaye

Ek hum hain jise zahan tak se nikal feka usne

Or ek uske gulab meri kitab se nikale nahi gye


Yahan jo bhi milega bewafa milega

Ishq ke bazar me or kya milega

Yahan jo bhi milega bewafa milega

Ishq ke bazar me or kya milega

Or wafa lekar aaye ho to fir lot jao sahib

Yahan wafa ke badle thodi na wafa milega


Kisi ne toda to toda bade salike se toda

Kisi ne patthar ke dil ko shishe se toda

Kisi ne toda to toda bade salike se toda

Kisi ne patthar ke dil ko shishe se toda

Kisi ne dil ke tukdo ko acche se rakha

Kisi ne tukdo ko acche se toda

Kisi ne mahfil me aakar dil se lagaya

Kisi ne mahfil me aakar dilo ko toda

Kisi ne phoolo ki hifajat me patthar ko rakha

Kisi ne patthar ke khatir phoolo ko toda


Main haran tha us shaksh ko haran dekh kar

Gale laga kar roya uske gale ka nishan dekh kar

Or vo ek akela hi parinda tha mere dil ke pinjre main

vo ek akela hi parinda tha mere dil ke pinjre main

Dil khola to ud gya aasman dekhkar


Main use na dekhu to pareshan rahta hu

Vo khush rahti hai mujhe pareshan dekhkar

Or usko jate hue islie bhi nahi roka mane

Main use na dekhu to pareshan rahta hu

Vo khush rahti hai mujhe pareshan dekhkar

Or usko jate hue islie bhi nahi roka mane

Parinde to ud hi jate hain insan dekh kar

2 thoughts on “GALE LAGAKAR ROYA USKE GALE KA NISHAN DEKHKAR POETRY BY AMRITESH JHA ALSO KNOWN AS JHA SAHAB

  1. ChatCrypto is building a high performance AI Bot which is CHATGPT of CRYPTO.
    We are launching the Worlds first deflationary Artificial Intelligence token (CHATCRYPTOTOKEN) which will be used as a payment gateway to license
    Be rest assured and happy to be part of Chatcrypto family as signing up would give you free 1600 chatcrypto tokens(CCAIT)
    Project link https://bit.ly/41Fp0jc
    and with every referral you refer to Chatcrypto, you earn extra 1600 tokens for free.
    q1w2e19z

Leave comment

Your email address will not be published. Required fields are marked with *.