AB IS RISHTE KA THE END KAHTE HAIN POETRY BY GOONJ CHAND

Apne bache hue rishte ko hi hum defend karte hain

Chalo na is kahani ka The End karte hain

Khush tum bhi nahi khush main bhi nahi
Fir bhi pta nahi kyu hum dono bss Pretend karte hain
Chalo na is kahani ka The End karte hain
Ke ab bacha hi nahi kuch darmiyaan humare

To kyu hum dono bad formality ke lie bss ek dusre ko message send karte hain
Chalo na is kahani ka The End karte hain
Apne bache hue rishte ko hi hum defend karte hain
Chalo na is kahani ka The End karte hain
Ke ab vo purani vali understanding rahi hi nahi
Hum to choti choti bato par ek dusre ko offend karte hain
Chalo na is kahani ka The End karte hain
Ke pahle to rate Kum pad jati thi ek dusre se bate karte hue
Ab kahan hum pahle jada time spend krte hain
Apne bache hue rishte ko hi hum defend karte hain
Chalo na is kahani ka The End karte hain
Ke Rakibo ki tasveero pe vo aaj bhi dil bhejta hain

Or kahta hain bharosa kro meri jaan main tumhara hu
Meri aankho me ek samandar hai
Meri aankho me ek samandar hai
Tum jase to kai dariya mere andar hain
Mera to sabko bss ek hi ishara hai
Ke kisi ke uthe hi raho jitna vo tumhara hai
Ke tum logo ko ye kis tarah ka ishq sikha rhe ho
Katal karke apne mahboob ka tum khud-hi ko masoom bata rhe ho
Ke intizar me uske ek arsa guzar diya humne

Or ek bewafa pe kuch is kadar dil har diya humne
Also read
Can you be more specific about the content of your enticle? After reading it, I still have some doubts. Hope you can help me. https://accounts.binance.com/en/register?ref=P9L9FQKY