Munawwar Rana Poetry on 26 January | Republic day Poetry
Republic day of India
Republic day Poetry by Munawwar Rana
Main iske naaj uthata hu so ye aisa nahi karti

Ye mitti mere hatho ko kabhi maila nahi karti
Or khilono ki dukano ki taraf se aap kyu guzre

Ye bacche ki tamanna hai ye samjhota nahi karti

Sahido ki zameen hai jisko Hindustan kahte hain

Ye banjar hokar bhi busdil kabhi pasa nahi karti

Ajab duniya hai…
Titli ke paro ko noch leti hai
Ajab titli hai…
Par nuchne pe bhi roya nahi karti
Ajab duniya hai…
Titli ke paro ko noch leti hai
Ajab titli hai…
Par nuchne pe bhi roya nahi karti
Also read
1 thought on “Munawwar Rana Poetry on 26 January | Republic day Poetry”